• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Muskan Labon Par Aankhon Mein Taron Ka Sajaana Mushkil Hai

Muskan Labon Par Aankhon Mein Taron Ka Sajaana Mushkil Hai

muskan labon par ankhon men taron ka sajana mushkil hai

dil toḌna hai asan lekin rote ko hansana mushkil hai

hai kanch sifat dil siine men jab TuTta hai phir juḌta nahin

jis chiiz se dil uTh jaata hai phir us se lagana mushkil hai

ai bulbul-e-dil yuun gham pi kar mat chahak ki ab lab ko si le

sab saaz burida-hal hue ab raag purana mushkil hai

ai ḳhair-talab afrad chalo apni janen qurban karen

be-ḳhun baha.e duniya ko ghaflat se jagana mushkil hai

tum kaghzi kashti men dariya ko paar karo tab samjhoge

ashkon se labalab ankhon men kyuun ḳhvab sajana mushkil hai

maana ki muqaddar hai furqat lazim hai juda.i bhi lekin

in sard andheri raton men dil ko samjhana mushkil hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Wo Hi shaKHs Mujhko Ab Gawara Bhi Nahin

obaidullah-aleem

Bana Gulab To Kante Chubha Gaya Ek Shakhs

munawwar-rana

Safed Sach

Hasraton Ko Na Zehn Ruswa Karen

aazim-kohli

Ehsas Ke Sukhe Patte Bhi Armanon Ki Chingari Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet