• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Musibat Thi Hamare Hi Liye Kyun

Musibat Thi Hamare Hi Liye Kyun

musibat thi hamare hi liye kyuun

ye maana ham jiye lekin jiye kyuun

na aana aur phir ilzam dena

ki itne be-asar naale kiye kyuun

pas-e-ḳhum piine men hai kya buzurgi

jo piina hai to phir chhup kar piye kyuun

jo di thi husn men ye dil-farebi

mujhe hosh-o-havas itne diye kyuun

ḳhayal-e-jumbish-e-mizhgan na rakkha

hamare zaḳhm men Tanke diye kyuun

‘aziz’ ilzam deta hai mujhe zabt

na thi tasir to naale kiye kyuun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab Aur Dam Na ghuTe Raushni Ka Kamre Mein

poet

Na Khwahish Hai Gadai Ki Na Hai Arman Shahi Ka

Naqab Usne ruKH-E-Husn-E-Zar Pe Dal Diya

abdul-hamid-adam

Lahra Ke Jhum Jhum Ke La Muskura Ke La

ambarin-salahuddin

Uske dhyan Ki dil Mein Pyas Jaga Li Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet