• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rashk-E-Adu Mein dekho Jaan Tak Ganwa Hi denge

Rashk-E-Adu Mein dekho Jaan Tak Ganwa Hi denge

poet

rashk-e-adu men dekho jaan tak ganva hi denge

lo jhuut jante ho ik din dikha hi denge

avaz ki tarah se baithenge aaj ai jaan

dekhen to aap kyuun kar ham ko utha hi denge

ud jaunga jahan se ashiq ka rang ho kar

naqsh-e-qadam nahin huun jis ko mita hi denge

ghairon ki justuju ki muddat se aarzu hai

ye yaad vo nahin hai jis ko bhula hi denge

shoale nikal rahe hain har ustukhvan se apni

shamen ye vo nahin hain jis ko bujha hi denge

khamosh guftugu hain afsurda aarzu hain

vo dil nahin hamara jis ko hansa hi denge

us khaak tak pahunch kar phirna ‘nasim’ mushkil

huun ashk-uftada kyuun kar utha hi denge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kuchh to Gham-KHana-E-Hasti Mein Ujala Hota

Yun Hasraton Ki Gard Mein Tha Dil aTa Hua

aijaz-asad

Meri Tum Se Shanasai Bahut Hai

Manzur Hai Jo Bhi Faisla Hai

Karega Kya Koi Mere Gale-saDe Aansu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet