• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujhko Zinda Rahne Ka Ek Jazba Aa Ke Mar Gaya

Mujhko Zinda Rahne Ka Ek Jazba Aa Ke Mar Gaya

mujh ko zinda rahne ka ik jazba aa ke maar gaya

main apni sanson se aḳhir laḌte laḌte haar gaya

apni ninden apni raten apni ankhen apne ḳhvab

tum ko jitne ki ḳhatir men apna sab kuchh haar gaya

jaisi chizen mujh men thiin sab vaisi duniya men bhi thiin

apne andar se main bahar aḳhir ko be-kar gaya

ishq ke is saude men mujh ko itna bhi ma.alum nahin

kitni teri nafrat aa.i kitna mera pyaar gaya

yaad rakhenge duniya vaale meri is qurbani ko

pahle junun ko aam kiya aur phir main su-e-dar gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Zara Si Baat Pe Har Rasm toD Aaya Tha

Jo Hua Wo Zehn Mein Tha Nahin Jo Tha Zehn Mein Wo Hua Nahin

Har Ek zaKHm Ki Shiddat Ko Kam Kiya Jata

Agar Sawal Wo Karta Jawab Kya Leta

Ibtida Se Main Intiha Ka Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet