• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujhko Ta-Umr taDapne Ki Saza Hi Dena

Mujhko Ta-Umr taDapne Ki Saza Hi Dena

mujh ko ta-umr taḌapne ki saza hi dena

tujh ko manzur agar ho to bhula hi dena

ai gham-e-hijr vo tohmat jo laga.e mujh par

meri be-laus mohabbat ki gavahi dena

ye alag baat ki ho ja.un mohabbat men tabah

tu na mujh ko kabhi ehsas-e-tabahi dena

vo jo majbur karen sharh-e-gham-e-furqat ko

ashk-amez nigahon se suna hi dena

un ke daman ko mah-o-mehr se karna ma.amur

mere hisse men jahan bhar ki syahi dena

vo javan ke kahin fitna-e-dauran na bane

husn ko fitrat-e-ma.ashuq-nigahi dena

aaj bhi yaad hai ai dost inayat teri

vo tira itna hansana ki rula hi dena

mere har sher men rudad-e-sitam hai un ki

ai ‘zafar’ meri ghazal un ko suna hi dena

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

quli-qutub-shah

Madan Mast Badal Mast Kajan Mast Pari Mast

Tum Kisi Taur Kisi Shakl Nahin Kar Sakte

Dil Dukh Na Jae Baat Koi Be-Sabab Na Puchh

Apna Muhasba Kabhi Karne Nahin Diya

akhtar-hoshiyarpuri

Wo Zindagi Hai Usko Khafa Kya Kare Koi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet