• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujhko Koi Bhi Sila Milne Mein Dushwari Na Thi

Mujhko Koi Bhi Sila Milne Mein Dushwari Na Thi

mujh ko koi bhi sila milne men dushvari na thi

sab hunar aate the lekin aql se yaari na thi

jin dinon iḳhlas men thoḌi si ayyari na thi

husn ke darbar men sabit vafadari na thi

sar-kashi ke ahd-namon ki hifazat ke liye

mere qalb-o-jan se behtar koi almari na thi

jin usulon ke liye jiina bahut mushkil hua

un ki ḳhatir jaan de dene men dushvari na thi

husn hi ka vo ilaqa tha jahan sab kuchh mila

ishq ki apni alag koi zamin-dari na thi

sab pareshan hain ki aḳhir kis vaba men vo mire

jin ko ghurbat ke alava koi bimari na thi

kis tarah bad-e-fana se main bacha leta use

us ghazal paikar men koi fan ki chingari na thi

roz ik muuzi ko neze par uThata tha ‘na.im’

inqilabi quvvaton ki jab samajhdari na thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi Yaqin Kare Kyon Kisi Gawahi Pe

akhtar-azad-1

Kab Kaha Maine Ki Tum Chahne Walon Mein Raho

Use Kahna Ki Jab Jab aahaTon Pe Dil dhaDakta Hai

poet

Rabta Hai Abhi Hawaon Se

poet

Ye Kyon Kahun Ki Unhen Haal-E-Dil Suna Na Saka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet