• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujhe Udas Kar Gae Ho KHush Raho

Mujhe Udas Kar Gae Ho KHush Raho

mujhe udaas kar ga.e ho ḳhush raho

mire mizaj par ga.e ho ḳhush raho

mire liye na ruk sake to kya hua

jahan kahin Thahar ga.e ho ḳhush raho

ḳhushi hui hai aaj tum ko dekh kar

bahut nikhar sanvar ga.e ho ḳhush raho

udaas ho kisi ki bevafa.i par

vafa kahin to kar ga.e ho ḳhush raho

gali men aur log bhi the ashna

hamen salam kar ga.e ho ḳhush raho

tumhen to meri dosti pe naaz tha

isi se ab mukar ga.e ho ḳhush raho

kisi ki zindagi bano ki bandagi

mire liye to mar ga.e ho ḳhush raho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Takalluf Nahin Humse Zeba Tumhaara

Hamein to Harf-E-Tamanna Zaban Pe Lana Hai

Gham Ko Dil Ka Qarar Kar Liya Jae

akhtar-muslimi

Mere Waste Jahan Mein Koi Dilkashi Nahin Hai

Jin Raaton Mein Nind uD Jati Hai Kya Qahr Ki Raaten Hoti Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet