• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujhe Ai Ham-Nafas Andesha-E-Barq-O-KHizan Kyun Ho

Mujhe Ai Ham-Nafas Andesha-E-Barq-O-KHizan Kyun Ho

mujhe ai ham-nafas andesha-e-barq-o-ḳhizan kyuun ho

miri parvaz mahdud-e-faza-e-gulsitan kyuun ho

junun ki vus.aton par tang hai arsa do-alam ka

jo sajda ho to phir sajda ba-qaid-e-astan kyuun ho

mire kaam aa ga.i aḳhir miri kashana-bar-doshi

sharar-o-barq ki zad par bhi mera ashiyan kyuun ho

gham-e-dil bhi jo rusva-e-mazaq-e-am ho jaa.e

to phir in dastanon men hamari dastan kyuun ho

pyalon ki khanak se bhi jahan dil TuuT jaate hain

vahan chhaya hua har bazm par ḳhvab-e-giran kyuun ho

na main jan-dada-e-saqi na main varafta-e-mutrib

agar mahfil se uTh ja.un to mahfil bad-guman kyuun ho

main jis aalam men huun apni jagah ai ‘shor’ tanha huun

juda ho jis ki manzil vo rahin-e-karvan kyuun ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abhay-kumar-bebak

Shab dhali Mahfil Uthi Ab Ghar Chalen

ahmad-hamdani

Yaad Kya Kya Log dasht-e-Be-Karan Mein Aae The

Kis Tarah Rakh Lun Sath Kisi Ham-Safar Ko Main

Nahin Is Chup Ke Pichhe Kuchh Nahin Aisa

Wo Bahut KHush Hai KHitabaat-O-Muraat Ke Sath

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet