• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujh Par Nishan Lagaiye Pahle Sawaliye

Mujh Par Nishan Lagaiye Pahle Sawaliye

mujh par nishan laga.iye pahle savaliye

phir mas.alon ko kholiye aur hal nikaliye

jazbat aa sake hain kabhi iḳhtiyar men

ankhon ki fikr chhoḌiye dil ko sambhaliye

vahshat ne meri niind pe pahre laga diye

kuchh ḳhvab meri aankh ki janib uchhaliye

vahm-o-guman utaar ke phenke hain aur phir

ham ne yaqin ki uun se ḳhirqe sila liye

kam paḌ raha tha pahle hi kashkol-e-zindagi

aur ham ne apni zaat ke gham bhi uTha liye

kuchh log gaanv chhoḌ ke shahron men ja base

baaqi ko intizar ki dimak ne kha liye

‘faisal’ vo phir bhi aankh pe zahir nahin hua

parde bhi darmiyan se saare uTha liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Hae Us Shokh Ka Andaz Se Aana Shab-E-Wasl

Mamura-E-Afkar Mein Ek Hashr Bapa Hai

kaT Na Pae Ye Fasle Bhi Agar

Ret Qabiz Thi Bahut KHamosh Lagti Thi Nadi

Sikandar Ke Safar Ki Baat Nikle

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet