• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Muhit Misl-E-Asman Zamin-E-Fikr-O-Fan Pe Hun

Muhit Misl-E-Asman Zamin-E-Fikr-O-Fan Pe Hun

muhit misl-e-asman zamin-e-fikr-o-fan pe huun

sukut ka sabab hai ye maqam-e-la-suḳhan pe huun

faza-e-la-sabat men sara-e-be-jihat men

musafirana ḳhanda-rez vaqt ki thakan pe huun

mire nasib ki sahar ghurub ho ga.i kahan

nazar jama.e der se tiri kiran kiran pe huun

saja.un vo chaman jinhen ḳhizan kabhi na chhu sake

tiri tarah jo hukmaran shaguft har chaman pe huun

aziz-tar hai tesha-e-hunar ghubar-e-dard se

tariq-e-qais par nahin tariq-e-koh-kan pe huun

hujum-e-sad-ḳhayal se najat mil sake agar

to hasidana mo’tariz kisi ki anjuman pe huun

visal hi visal hai firaq ab muhal hai

main tere har libas ki tarah tire badan pe huun

kisi ke shajra-e-suḳhan se nisbat-e-suḳhan nahin

main aap apna mudda.i siyadat-e-suḳhan pe huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sanam Ke KHayalon Mein Yun Kho Gaya Hun

Main Gharq Wahan Pyas Ke Paikar Ki Tarah Tha

puja-bhatia

Shab dhali Utar Gaya Phir Ishq Ka Nasha Mera

poet

Koi Bhi KHud Ko Badalta Nazar Nahin Aata

ahmad-hamdani

Gard Kaisi Hai Ye dhuan Sa Kya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet