• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Muddaton Se Udas baiThi Hun

Muddaton Se Udas baiThi Hun

muddaton se udaas baiThi huun

le ke tasvir-e-yas baiThi huun

tishnagi ka gila karun kis se

jab main dariya ke paas baiThi

jis pe tahzib ke sitare hain

main vo pahne libas baiThi huun

bint-e-havva pe har taraf ḳhatra

mahv-e-ḳhauf-o-hiras baiThi huun

sukhe honTon ko dekhte kya ho

le ke sadiyon ki pyaas baiThi huun

jaan jaa.e ya ye rahe ‘zaryab’

haq hai ki haq-shanas baiThi huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mujhe Kuchh Aur Bhi Tapta Sulagta chhoD Jata Hai

Ba-Qadr-E-Hasrat-E-Dil Zulm Bhi Dhana Nahin Aata

poet

Zarra Zarra Pighalne Wala Tha

poet

Haiwan Ki Manzil Mein Bashar Hai Ki Nahin Hai

Sare Lahje Tere Be-Zaman Ek Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet