• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Mor Nach

Mor Nach

nida-fazli

dekhte dekhte

us ke charon taraf

saat rangon ka resham bikharne laga

dhime dhime kai khidkiyan si khulin

fadfadati hui fakhtaen udiin

badliyan chha gaiin

bijliyon ki lakiren chamakne lagin

saari banjar zaminen hari ho gaiin

nachte nachte

mor ki aankh se

pahla aansu gira

khubsurat sajile paron ki dhanak

tuut kar tukda tukda bikharne lagi

phir fazaon se jangal barasne laga

dekhte dekhte…..

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Baad-E-Saba Le Ke Jab Ghar Se Nikalte The

Wo Zakat-E-Daulat-E-Sabr Bhi Mere Chand Ashkon Ke Nam Se

poonam-yadav

dard Ki Ek Kitab Hai Koi

Na Aati Thi Kahin Dil Mein Nazar Aag

Raaz-E-Hasti Tishna-E-Tabir Hai Tere Baghair

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet