• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khoya Hua Tha Hasil Hone Wala Hun

Khoya Hua Tha Hasil Hone Wala Hun

poet

khoya hua tha hasil hone vaala huun

main kaghaz par nazil hone vaala huun

chhoḌ aaya huun pichhe sab avazon ko

ḳhamoshi men daḳhil hone vaala huun

ḳhud hi apna rasta dekh raha huun main

ḳhud hi apni manzil hone vaala huun

mujh ko sharik-e-mahfil bhi kab samjhen vo

main jo jan-e-mahfil hone vaala huun

jaane kya kah ja.ega Dar lagta hai

a.ine ke muqabil hone vaala huun

ruuh sulagti aur pighalti jaati hai

ek badan men shamil hone vaala huun

aḳhir kab tak apne naaz uTha.un ‘shaz’

aaj apna hi qatil hone vaala huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dil Ko Har Haal Mein Masruf-E-Dua Rakkha Hai

gulnar-aafreen

Shayad Abhi Kami Si Masihaiyon Mein Hai

poet

Markaz-E-Dahr Zat Meri Hai

Dil Mein Hai Ittifaq Se Dasht Bhi Ghar Ke Sath Sath

Sheikh Saadi

Story 1-The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet