• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mom Sifat Logon Ne Mera Hans Ke Tamasha Dekha To

Mom Sifat Logon Ne Mera Hans Ke Tamasha Dekha To

mom sifat logon ne mera hans ke tamasha dekha to

vo patthar tha lekin us ki aankh se aansu Tapka to

alfazon ne ma.ani badle tahriron ne ruḳh badla

mere qalam ki nok se jis dam ḳhuun ka chashma phuTa to

kahne lage sab aaj sava neze par suraj aye.ga

jis din main ne mom ka kurta apne badan par pahna to

qimat dekhte dekhte pahunchi kauḌi se phir lakhon men

kanch ka ik showcase bana kar ḳhud ko us men rakkha to

unchi unchi baten dena meri bhi kal fitrat thi

hosh Thikane aa ga.e mere apne andar jhanka to

mujh ko pinjre se to nikala par sayyad ne dhamki di

baazu jhaḌ ja.enge tere tu ne uḌna chaha to

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

muneer-niyazi

Khumar-E-Shab Mein Use Main Salam Kar Baitha

aal-e-ahmad-suroor

Wo Ehtiyat Ke Mausam Badal Gae Kaise

Gham Ka Suraj Kabhi Dhalta Hi Nahin

poet

Sukun Kisi Ko Mayassar Nahin Chaman Mein Abhi

Hai Aur Nahin Ka Aaina Mujhko Thama Diya Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet