• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Mahakte Gulab Jaisa Hai

Ek Mahakte Gulab Jaisa Hai

shabana-yousaf

ik mahakte gulab jaisa hai

khub-surat se khvab jaisa hai

main use padhti huun mohabbat se

us ka chehra kitab jaisa hai

be-yaqini hi be-yaqini hai

har samundar sarab jaisa hai

main bhatakti huun kyuun andheron men

vo agar aftab jaisa hai

dubti jaae ziist ki naav

hijr lamha chanab jaisa hai

main haqaeq bayan kar dungi

ye gunah bhi savab jaisa hai

chain milta hai us se mil ke magar

chain bhi iztirab jaisa hai

ab ‘shabana’ mire liye vo shakhs

ek bhule nisab jaisa hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sheikh Saadi

Story 9 – The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

neelma-sarwar

Sindh Mein Rahne Wale dost Ke Nam Ek Khat

Ye Kis Ki Yaad Ka Dil Par Rafu Tha

poet

Bahaar-E-Zist Ki Mahrumiyan Are Tauba

Rifaqat Mein Rafiqon Ki Riya-Kari Bhi Shamil Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet