• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mohabbaton Ka Chaman Paemal Humne Kiya

Mohabbaton Ka Chaman Paemal Humne Kiya

mohabbaton ka chaman pa.emal ham ne kiya

ḳhud apne aap ka jiina muhal ham ne kiya

jo lazzaten hain dukhon men masarraton men kahan

mila uruuj to us ko zaval ham ne kiya

na kar-e-dil ke the laa.eq na kar-e-duniya ke

jo kuchh kiya to gham-e-mah-o-sal ham ne kiya

hazar dard ke mausam guzar ga.e lekin

kabhi daraz na dast-e-saval ham ne kiya

ye ramz-e-ishq ye nazuk kina.e ham ne sikha.e

nigah-e-naz tujhe be-misal ham ne kiya

diye tarash liye yaas ke andheron se

gham-e-firaq ko ḳhvab-e-visal ham ne kiya

suḳhan se rang gaya zindagi se ḳhvab ga.e

ye zaḳhm hijr ka kyuun indimal ham ne kiya

hui hai aaj tabi.at suḳhan pe phir maa.il

so mauj-e-dard ko dil men bahal ham ne kiya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

sahir-ludhianvi

Maine Shayad Tumhein Pahle Bhi Kahen dekha Hai

poet

Un Ke Jalwon Pe Hama-Waqt Nazar Hoti Hai

Na Jaane Kis Ne Kaha Tha bhaTakte Aahu Se

ismail-merathi

Subh Ki Aamad

poet

Gar Mere Lahu Rone Ka Baran Banega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet