• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri Hasti Saza Hone Se Pahle

Meri Hasti Saza Hone Se Pahle

miri hasti saza hone se pahle

main mar jaata baḌa hone se pahle

hamare saath uThta baiThta tha

vo ik banda ḳhuda hone se pahle

vo qibla is gali se ja chuka tha

namaz-e-dil ada hone se pahle

mohabbat ik musalsal hadisa thi

hamare be-vafa hone se pahle

main apni zaat se na-ashna tha

ḳhuda se ashna hone se pahle

ḳhizan men phuul sa lagta tha mujh ko

vo patthar aa.ina hone se pahle

bahut mazbut si divar tha main

kisi ka rasta hone se pahle

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aah Wo Kaun Tha Khuda-Mara

poet

Ai Yar Nasihat Ko Agar Gosh Kare Tu

poet

Tadap Ke Laut Ke Aansu Baha Ke dekh Liya

baDhti Jati Hai Pyas Aankhon Ki

Ye Baat Dasht-E-Wafa Ki Nahin Chaman Ki Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet