• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Safar Mein Hi Chhupi Unki Khushi Hai

Safar Mein Hi Chhupi Unki Khushi Hai

puja-bhatia

safar men hi chhupi un ki khushi hai

musafir ko masafat bandagi hai

nazar sab aa raha hai saaf kaala

andheron men bhi kitni raushni hai

pareshan huun main din men raushni se

to shab men chandni pichhe padi hai

udasi hai to phika rang lekin

ye mujh tasvir ka ik rang hi hai

khata is men nahin hai aine ki

ye saari gard chehron par jami hai

badan mera hai ik viran makan, par

makin ban kar ye vahshat rah rahi hai

gale lag kar mire sahra jo roya

jo baaqi tishnagi thi bujh gai hai

zamin ke paanv bhari hain falak se

ye ukhdi an-mani rahne lagi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nahin Ho Tum to Aisa Lag Raha Hai

Dil Ki KHatir KHud Ko Manzar Rog Lagana paD Jata Hai

Dil Bano Dil Ka Muddaa Bhi Bano

KHayal-O-KHwab Ki Duniya Mein La Ke Dekh Liya

ahmad-ali-barqi-azmi

Jise Aana Hai Milne Ke Liye Wo Aa Hi Jata Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet