• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mohabbat Ek Aisa Rasta Hai

Mohabbat Ek Aisa Rasta Hai

poet

mohabbat ek aisa rasta hai

chalo jitna ye itna rasta hai

hava hai dhund hai aur tez barish

pahaḌi hai zara sa rasta hai

kabhi ukta gaya main ḳhud hi ḳhud se

kabhi apna hi dekha rasta hai

zamane ho ga.e hain chalte chalte

kahan jaata ye dil ka rasta hai

kahin sansen chaḌha deta hai meri

kahin ahista chalta rasta hai

vahi oḌhi hui hai dhuul ab tak

vahi pairon se lipTa rasta hai

ye kaise moḌ par main aa gaya huun

ki chalta huun to chalta rasta hai

mohabbat hausla hai apna apna

kahin manzil kisi ka rasta hai

sabhi ki apni apni manzilen ‘shaz’

sabhi ka apna apna rasta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-shahryar

Phail Raha Hai Ye Jo Khaali Hone Ka dar Mujh Mein

Usi Ka Dard Hai Jis Ke Jigar Ka Lasha Hai

Aur Hi Wo Log Hain Jinko Hai Yazdan Ki Talash

poet

Husn Jab Maqtal Ki Jaanib Tegh-E-Burran Le Chala

Duniya Ki Aab-O-Tab Se Aage Chale Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet