• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mizaj-E-Shahr Jo Tahrir Karne Nikle Hain

Mizaj-E-Shahr Jo Tahrir Karne Nikle Hain

mizaj-e-shahr jo tahrir karne nikle hain

ham apne aap ko dil-gir karne nikle hain

nikal ke ḳhvab-sara se bujha ke chashm-e-guman

ḳhayal-o-ḳhvab ko ta.abir karne nikle hain

saja ke aankh men vahshat badan pe virani

tire jamal ki tash.hir karne nikle hain

jo din ki bhiiḌ men ham se bichhaḌ ga.i thi kahin

us ek shaam ko tasvir karne nikle hain

bahut hi saada hain ham bhi uTha ke yaad koi

ga.e dinon ko jo zanjir karne nikle hain

libas-e-ishq saja kar badan pe ham ‘ḳhavar’

tilism-e-husn ko tasḳhir karne nikle hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Umr Bhar Bahte Hain Gham Ke Tund-Rau Dhaaron Ke Sath

Hath Mein Apne Abhi Tak Ek Saghar Hi to Hai

Jinhen Nigah uThane Mein Bhi Zamane Lage

Is Shahr Mein Kahin Pe Hamara Makan Bhi Ho

Ab Nahin lauT Ke Aane Wala

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet