• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / miTTi Ke Lutf-O-Kaif-O-Asar Se Nikalte Hum

miTTi Ke Lutf-O-Kaif-O-Asar Se Nikalte Hum

poet

miTTi ke lutf-o-kaif-o-asar se nikalte ham

mausam tha abr-o-bad ka ghar se nikalte ham

phir muntaqil hui hai badan se lahu ki aag

is sehr-gah-samt-o-safar se nikalte ham

nam-o-nasab ki dhund men kho.e hue hain sab

mahmez karte aur bhanvar se nikalte ham

tere baghair sub.h-o-masa ka havala kya

is kar-gah sham-o-sahar se nikalte ham

tu muntaḳhab hai tujh se hai ye rang-o-bu tamam

haan muntashir hain aib-o-hunar se nikalte ham

kaisa ḳhala hai sina-e-insan men ḳhema-zan

is mavara-e-naqd-o-nazar se nikalte ham

jaulangah-e-nashat bhi thi gham bhi the ‘ḳhumar’

divar-o-dar se shaḳh-o-shajar se nikalte ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

naina-adil

Takmil

Ab Na Kuchh Sunna Na Sunana Raat Guzarti Jati Hai

Dil Ka Bura Nahin Magar shaKHs Ajib Dhab Ka Hai

Sahib-E-Ishq Ab Itni Si to Rahat Mujhe De

afzal-parvez

Karzar-e-Ishq-O-Sar-Masti Mein Nusrat-Yab Hon

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet