• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Misl-E-Namrud Har Ek shaKHs KHudai Mange

Misl-E-Namrud Har Ek shaKHs KHudai Mange

misl-e-namrud har ik shaḳhs ḳhuda.i mange

dil vo pagal hai ki ḳhilqat ki bhala.i mange

ham hain mujrim to adalat men bulaya hota

bol sakte hain agar koi safa.i mange

kitni sarkash hai tamanna ki huzuri chahe

kitna bebak hai naala ki rasa.i mange

shauq chahe ki abhi aur bagule uTThen

vus.at-e-dasht miri abla-pa.i mange

koi tamkin koi taskin koi tahsin chahe

ek ‘munzir’ hai ki ashufta-nava.i mange

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Udasiyon Ka Samundar Hai Tishna-Lab Ab Bhi

Tulu-E-Subh-E-Safar Ki ghaDi Thi Yaad Aaya

Tujh Pe Donon Nisar Hain Qatil

Dasht-Dar-Dasht Phira Karta Hun Pyasa Hun Main

Sahba-Kahson Ki KHak Hai Har Ek Maqam Par

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet