• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Misal-E-Shoala-O-Shabnam Raha Hai Aankhon Mein

Misal-E-Shoala-O-Shabnam Raha Hai Aankhon Mein

misal-e-sho.ala-o-shabnam raha hai ankhon men

vo ek shaḳhs jo kam kam raha hai ankhon men

kabhi ziyada kabhi kam raha hai ankhon men

lahu ka silsila paiham raha hai ankhon men

na jaane kaun se aalam men us ko dekha tha

tamam umr vo aalam raha hai ankhon men

tiri juda.i men taare bujhe hain palkon par

nikalte chand ka matam raha hai ankhon men

ajab banav hai kuchh us ki chashm-e-kam-go ka

ki sail-e-ah koi tham raha hai ankhon men

vo chhup raha hai ḳhud apni panah-e-mizhgan men

badan tamam mujassam raha hai ankhon men

azal se ta-ba-abad koshish-e-javab hai ‘shaz’

vo ik saval jo mub.ham raha hai ankhon men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mere Qadmon Par Nigun Mera Hi Sar Hai Bhi to Kya

Tumhaari Yaad Tari Ho Rahi Hai

poet

Ye Bhi Koi Waza Aane Ki Hai Jo Aate Ho Tum

Kaun Se Jazbaat Le Kar Tere Pas Aaya Karun

Aaj Unhen Kuchh Is Tarah Ji Khol Kar Dekha Kiye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet