• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Misal-E-Shabnam Gul Aazma Rahi Hai Mujhe

Misal-E-Shabnam Gul Aazma Rahi Hai Mujhe

misal-e-shabnam gul aazma rahi hai mujhe

tire ḳhayal ki ḳhushbu bula rahi hai mujhe

nigah men samt girah men bhi zar raha lekin

miri malal-nigahi miTa rahi hai mujhe

tujhe bhula.un ki main ḳhud ko bhuul ja.un yahan

ḳhayal-o-ḳhvab ki duniya sata rahi hai mujhe

main bhuuk pyaas se behal ho ke sochta huun

ḳhushi ka muzhda qaza kyon suna rahi hai mujhe

tamam ramish-o-rang us ke saath hain ‘manzar’

to is jahan se raghbat hi kya rahi hai mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Chashm-E-Khun-Khwar Abru-E-Khamdar donon Ek Hain

Raat Ke Dar Pe Ye Dastak Ye Musalsal Dastak

Hinai Jalti Poren Sabr Ka Phal Dil Ka Darwaza

Tujhe Zara Dukh Aur Sisakne Wala Main

poet

KHwahish-E-Qatl-E-Am Karne Lage

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet