• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Misal-E-KHwab Hamesha Kisi Safar Mein Rahe

Misal-E-KHwab Hamesha Kisi Safar Mein Rahe

misal-e-ḳhvab hamesha kisi safar men rahe

ham apni niind men bhi us ki rahguzar men rahe

kisi ki yaad ke badal barasne vaale the

bahut ḳharab tha mausam so aaj ghar men rahe

tamam umr usi jism se shikayat thi

tamam umr usi jism ke khanDar men rahe

mata-e-dard ko aḳhir kahan kahan rakhte

so mere ganj-e-giran-maya-e-hunar men rahe

ye zindagi hai ‘qamar’ ya ki jangalon ka safar

har ek lamha yahan rah-e-pur-ḳhatar men rahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

mirza-ghalib

dar-Khur-E-Qahr-O-Ghazab Jab Koi Hum Sa Na Hua

Dard Ki Surat Mein Wo Umda Sa Tohfa De Gaya

Udas Logon Se Pyar Karna Koi to Sikhe

poet

Nikle Wo Phul Ban Ke Tere Gulsitan Se Hum

haidar-ali-aatish

Aisi Wahshat Nahin dil Ko Ki Sambhal Jaunga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet