• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri Soch Mujhe Kis Rutbe Par Le Aai

Meri Soch Mujhe Kis Rutbe Par Le Aai

meri soch mujhe kis rutbe par le aa.i

da.ira-e-hasti ik nuqte par le aa.i

jab duniya ko main ne kor-e-nazar Thahraya

meri ankhen apne chehre par le aa.i

main to ik sidhi pagDanDi par nikla tha

pagDanDi mujh ko chaurahe par le aa.i

yuun mahsus hua apni gahra.i men ja kar

jaise koi mauj kinare par le aa.i

sahra men bhi divaren si phand raha huun

bina.i kis andhe raste par le aa.i

main ne noch ke phenkin jo shiknen chadar se

vo sab shiknen duniya mathe par le aa.i

kahkashan ke ḳhvab ‘muzaffar’ dekh raha tha

aur bedari ret ke Tiile par le aa.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nasir-kazmi

Is Se Pahle Ki Bichhad Jaen Hum

obaidullah-aleem

Main Ye Kis Ke Nam Likkhun Jo Alam Guzar Rahe Hain

a-g-josh

Shabab Aa Gaya Us Par Shabab Se Pahle

rahat-indori

Shajar Hain Ab Samar-Asar Mere

poet

Aata Hai Subh Uth Kar Teri Barabari Ko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet