• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaina dekhta Rahta Hai Sanwarne Wala

Aaina dekhta Rahta Hai Sanwarne Wala

kavita-kiran

aaina dekhta rahta hai sanvarne vaala

kaun ab hoga yahan pyaar pe marne vaala

kis ki chahat ka bharam rakhta hai dil men apne

teri khatir nahin koi bhi marne vaala

bazm se uthne se pahle ye zara soch bhi le

khvab ban jaega nazron se guzarne vaala

har ghadi vo bhi to logon ki tarah hain rahta

pahle simta tha kaha khud se bikharne vaala

ham nahin kahte ye halat batate hain hamen

kab sukun paata hai halat se darne vaala

gardishen vaqt se kahta hai koi ja ke ‘kiran’

ek lamha bhi nahin paas thaharne vaala

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jhuT Kahun to Dil Tayyar Nahin Hota

poet

Dilon Mein Habs Ka Aalam Purani Aadaton Se Hai

Bulati Hai Magar Jaane Ka Nain

Bazm-E-Jahan-E-Shauq Ka Mehwar Bhi Main Hi Tha

Manzar Meri Aankhon Mein Rahe Dasht-E-Safar Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet