• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Qurbat Ke Un Dinon Mein Bhi Jaana paDa Mujhe

Qurbat Ke Un Dinon Mein Bhi Jaana paDa Mujhe

qurbat ke un dinon men bhi jaana paḌa mujhe

ankhon se apni raaz chhupana paḌa mujhe

dil ko to main ne jhuTh se bahla liya magar

thoḌa bahut to shor machana paḌa mujhe

vo chahta tha khelna mere hi jism se

phir darmiyan ishq ke aana paḌa mujhe

us ko tha shauq beach samundar men marne ka

sahil ko khinch khinch ke laana paḌa mujhe

be-rang karni thi mujhe apni ye zindagi

so sha.iri men rang girana paḌa mujhe

us ka ye manna tha ki main us se baḌh ke huun

kar ke tabah ḳhud ko ghaTana paḌa mujhe

tu ban raha ḳhuda hai to ye bhi hisab de

kitna bigaḌ kar ke banana paḌa mujhe

is sher ko sunana tha us shaḳhs ko mujhe

mahfil men aap ki ye sunana paḌa mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jigar-moradabadi

Allah Agar Taufiq Na de Insan Ke Bas Ka Kaam Nahin

Samundar Mein khaDe Ho Ro Rahe Ho

poet

Hai Mujhe Pas-E-Wafa Ai but-E-Ayyar Faqat

sheikh-ibrahim-zauq

Aankh Us Pur-Jafa Se Ladti Hai

abdul-salam

dil Ki Haalat Bayan Nahin Hoti

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet