• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri Sans Ab Chaara-Gar Tutti Hai

Meri Sans Ab Chaara-Gar Tutti Hai

poet

miri saans ab chara-gar tutti hai

kahin judti hai phir kahin tutti hai

ye khu hai tumhari to kyun-kar banegi

udhar banti hai to idhar tutti hai

na ham par hanso haal hota hai ye hi

musibat jo insan par tutti hai

samajhta huun kuchh main bhi baten tumhari

ye har taan kya ghair par tutti hai

khuda ke liye phir to aisa na kahna

miri aas ai nama-bar tutti hai

yahan jis ke be-dekhe ji tutta hai

vahan us ki har-dam nazar tutti hai

ghazab hatha-pai ka hai lutf hota

koi un ki chudi agar tutti hai

adu ka bhi to ghar hai ai charkh zalim

jo aafat hai mere hi ghar tutti hai

tiri baat ka kya hai unvan qasid

tavaqqoa hamari magar tutti hai

ye gham hai to rona bhi apna yahi hai

ye rona hai to chashm-e-tar tutti hai

ye kahna ‘nizam’ ab to sone de mujh ko

koi baithe kab tak kamar tutti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Humne to Bain Mein Nauhe Mein Adakari Ki

Kyun Bagulon Ki Justuju Kije

poet

Sukut-E-Shab Mein Teri Yaad Dil Mein Yun Aai

Jo Baat Dil Mein Thi Wo Kab Zaban Par Aai

haidar-ali-aatish

Insaf Ki Taraazu Mein Taula Ayan Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet