• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aag Pani Se Darta Hua Main Hi Tha

Aag Pani Se Darta Hua Main Hi Tha

aag paani se Darta hua main hi tha

chand ki sair karta hua main hi tha

sar uTha.e khaḌa tha pahaḌon pe main

patti patti bikharta hua main hi tha

main hi tha us taraf zaḳhm khaya hua

is taraf vaar karta hua main hi tha

jaag uTTha tha sub.h maut ki niind se

raat aa.i to marta hua main hi tha

main hi tha manzilon pe paḌa hanpta

raston men Thaharta hua main hi tha

mujh se puchhe koi Dubne ka maza

paniyon men utarta hua main hi tha

main hi tha ‘alvi’ kamre men soya hua

aur gali se guzarta hua main hi tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ahl-E-Ishq Ki Hasti Kya Ajib Hasti Hai

Bahut Pahunche to Un Ke Kakul-O-ruKHsar Tak Pahunche

Mohabbat Ibtida Mein Hai Jafaen Na-Munasib Hain

poet

Sune Sab Raste Pade Hue Thakan Se Chur

Raat Tere KHwabon Ne Mujh Par Yun Arzani Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet