• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri Nigah Ka Paigham Be-Sada Jo Hua

Meri Nigah Ka Paigham Be-Sada Jo Hua

akhtar-hoshiyarpuri

miri nigah ka paigham be-sada jo hua

vo meri baat sune kyuun main be-nava jo hua

savad-e-shahr men milte hain log sang-ba-dast

savad-e-shahr se sahra ko rasta jo hua

mila na tu to gham-e-zindagi ke divane

idhar hi lauT paḌe main tera pata jo hua

tamam raat main sunta raha tiri avaz

tira ḳhayal hi mujh ko tiri sada jo hua

hava-e-gul bhi pareshan qaba-e-gul bhi chaak

junun ka fasl-e-baharan se rabta jo hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

muneer-niyazi

Chhai Rangin darwaze

ahmad-rahi

Nazm

Main Apne-Ap Se Barham Tha Wo KHafa Mujhse

poet

Ba-Hosh Wahi Hain Diwane Ulfat Mein Jo Aisa Karte Hain

poet

Le Chalo Mujhko Us Aaina-E-Rukhsar Ke Pas

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet