• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Meri Ghazal Jo Nae Saz Se Ibarat Hai

Meri Ghazal Jo Nae Saz Se Ibarat Hai

miri ghazal jo na.e saaz se ibarat hai

mire nafas miri avaz se ibarat hai

khaTak raha hai jo nashtar jarahat-e-dil men

fareb-e-nargis-e-tannaz se ibarat hai

haqiqaton ko fasana bana diya jis ne

ye sehr bhi tire e.ajaz se ibarat hai

qafas bhi jaise daricha hai dil ke zindan ka

nafas bhi lazzat-e-parvaz se ibarat hai

mire lahu ki ye gardish usi ka jaadu hai

ye harf-e-dil jo tire raaz se ibarat hai

jahan-o-jan ka sitam aarzu ka lutf-o-karam

tiri ada se tire naaz se ibarat hai

na aa saka mire ash.ar men ‘salim’ ka rang

jo us ke munfarid andaz se ibarat hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

kuTiya Mein Kaun Aaega Is Tirgi Ke Sath

Na Mahfil Aisi Hoti Hai Na KHalwat Aisi Hoti Hai

Mera KHayal Unki Tamanna Kahen Jise

Kahin Log Tanha Kahin Ghar Akele

wajid-ali-shah-akhtar

Yaad Mein Apne Yar-E-Jaani Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet