Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
ahmad-hamesh

Sham

  • Nazm
  • Urdu Poet
  • Poet: Ahmad Hamesh
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

din ki gahri dhuup ne

jo jo ghaav diye hain

in men mere dard ka koi bhed na dhundo

mere dukh to an-dekhe hain

dekho

is divar ke pichhe

barson ki nafrat se ghayal

thaki hui an-jani yaden

patiyan ban ke bikhar gai hain

duur akash ke us kone men

ek maili chadar men lipti shaam khadi hai

aao chalen us shaam ki chadar men chhup jaaen

shaam jo ham dukhiyon ki maan hai

More Poems

Jo Baad-E-Marg Bhi dil Ko Rahi Kanar Mein Ja

Sindh Mein Rahne Wale dost Ke Nam Ek Khat

Pi Ke Kar Leta Hun Tauba Jab Se Ye dastur Hai

Budhe Man Bap Bilakte Hue Ghar Ko Palte

Mere Pas Kya Kuchh Nahin

Gar Ruh Na Paband-E-Tayyun Hoti

Ai dost Ba-Har Manzil Ham-Khana Tura Yabam

Yun Jo dhundo To Yahan Shahr Mein Anqa Nikle

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.