• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Wajud Ka Aaina Saf Usi Ne Kiya

Mere Wajud Ka Aaina Saf Usi Ne Kiya

mire vajud ka a.ina saaf usi ne kiya

usi ko karna tha aḳhir muaaf usi ne kiya

ye mera gosha-e-dil paak usi ke dam se hai

ki rat-din ka yahan etakaf usi ne kiya

bina bata.e vo dil men sama bhi sakta hai

utar ke dil men ye sab inkishaf usi ne kiya

main us ke ahd pe ab bhi huun muntazir us ka

ḳhud apne ahd se bhi inhiraf usi ne kiya

varaq varaq men ibarat hi paḌhta rahta tha

main lafz-bin tha mujhe mushigaf usi ne kiya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Gaya Ki Sail-E-Rawan Ka Bahaw Aisa Tha

Hum Aankhon Se Bhi Arz-E-Tamanna Nahin Karte

Ye Jo Sar Niche Kiye baiThe Hain

qateel-shifai

Sanwli

taKHta-E-Mashq Banun Jaan-Ba-Sipar Ho Jaun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet