• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hai Aur Nahin Ka Aaina Mujhko Thama Diya Gaya

Hai Aur Nahin Ka Aaina Mujhko Thama Diya Gaya

hai aur nahin ka a.ina mujh ko thama diya gaya

ya.ani mire vajud ko khel bana diya gaya

mera saval tha ki main kaun huun aur javab men

mujh ko hansa diya gaya mujh ko rula diya gaya

mere junun ko thi bahut ḳhvahish-e-sair-o-justuju

mujh ko mujhi se bandh kar mujh men biTha diya gaya

main ne kaha ki zindagi dard diya gaya mujhe

main ne kaha ki agahi zahr pila diya gaya

ḳhvab tha mera ishq bhi ḳhvab tha tera husn bhi

ḳhvab men ya.ani ek aur ḳhvab dikha diya gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Aayat-E-Qurani Us Waqt Hi paDhte Hain

Ye Aankh Tanz Na Ho zaKHm-E-Dil Hara Na Lage

poet

Sannate Ka Aalam Qabr Mein Hai Hai Khwab-E-Adam Aaram Nahin

Ibraton Ke Har Ek Bayan Mein Hun

Har Sadae Ishq Mein Ek Raaz Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet