• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere simTe Lahu Ka Istiara Le Gaya Koi

Mere simTe Lahu Ka Istiara Le Gaya Koi

mire simTe lahu ka isti.ara le gaya koi

mujhe phaila gaya har-su kinara le gaya koi

bas ab to mangta phirta huun apne aap ko sab se

miri sanson men jo kuchh tha vo saara le gaya koi

badan men jo ḳhalaon ka nagar tha vo bhi ḳhali hai

miri tahzib ka tanha manara le gaya koi

jahan se bhaag nikla tha vahin patthar hua aḳhir

mujhe sanson ki sarhad tak dobara le gaya koi

azal se ab talak mujh ko ishare kar raha tha jo

shab-e-na-ashna se vo sitara le gaya koi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Guman to Thik Main Kaise Kahun Yaqin Bhi Hai

poet

Jazba-E-Shauq Ne Yun Dad-E-Wafa Pai Hai

Aaj Kya Dekha KHalaon Ke Sunahre KHwab Mein

shahryar

Jism Ki Kashti Mein Aa

Jab Koi Sach Baat Chhupani paDti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet