• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Shuur Ko Is Tarah Warghalaya Gaya

Mere Shuur Ko Is Tarah Warghalaya Gaya

mire shu.ur ko is tarah varghalaya gaya

koi vajud nahin tha magar dikhaya gaya

kisi tarah bhi na aseb-e-muflisi utra

dua bhi ki ga.i ta.aviz bhi pilaya gaya

na jaane kyon miri tashkil hi nahin ki ga.i

zamin ka chaak yunhi be-sabab ghumaya gaya

mujhe ḳhabar hai chhanake se TuuT ja.ega

main aa.ine ko agar der tak dikhaya gaya

na jaane pichhle janam kaun si ḳhata hui thi

ki is janam men mujhe aadmi banaya gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-faraz

Faqih-E-Shahr Ki Majlis Se Kuchh Bhala Na Hua

Un Aankhon Ka Mujhse Koi Wada to Nahin Hai

poet

Saz-E-Furqat Pe Ghazal Gao Ki Kuchh Raat kaTe

Mere Raqib Se Hans Kar Kalam Karte Hue

Sufi

Bas-Ki Hun dil-Tang Khush Aata Hai Sahra-e-Qafas

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet