• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bujha diye Hain Khud Apne Hathon Mohabbaton Ke diye Jala Ke

Bujha diye Hain Khud Apne Hathon Mohabbaton Ke diye Jala Ke

sahir-ludhianvi

bujha diye hain khud apne hathon mohabbaton ke diye jala ke

miri vafa ne ujaad di hain umiid ki bastiyan basa ke

tujhe bhula denge apne dil se ye faisla to kiya hai lekin

na dil ko malum hai na ham ko jiyenge kaise tujhe bhula ke

kabhi milenge jo raste men to munh phira kar palat padenge

kahin sunenge jo naam tera to chup rahenge nazar jhuka ke

na sochne par bhi sochti huun ki zindagani men kya rahega

tiri tamanna ko dafn kar ke tire khayalon se duur ja ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jazbon Se Farozan Hain Dahakte Hue ruKHsar

afzal-ahmad-syed

Ek Talwar Ki dastan

siddiqa-shabnam

Tut Kar Andar Se Bikhre Aur Hum Jal-Thal Hue

Kise KHabar Hai Ki Umr Bas Us Pe Ghaur Karne Mein kaT Rahi Hai

Sufi

Wo Ek Nigah Jo Khamosh Si Hai Barson Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet