• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aah Milte Hi Phir Judai Ki

Aah Milte Hi Phir Judai Ki

poet

aah milte hi phir judai ki

vaah kya khuub ashnai ki

na gai teri sar-kashi zalim

ham ne har-chand jabba-sai ki

dil nahin apne ikhtiyar men aaj

kya magar tu ne ashnai ki

dar pe ai yaar tere aa pahunche

tapish-e-dil ne rahnumai ki

qabil-e-sajda tu hi hai ai but

sair ki ham ne sab khudai ki

jo muqayyad hain teri ulfat ke

aarzu kab unhen rihai ki

ji men ‘bedar’ khap gai mere

khandaq us panja-e-hinai ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Muddat Se Use Humne Juda Rakkha Hai

Mar Jaane Ki Us Dil Mein Tamanna Bhi Nahin Hai

zehra-nigaah

Gardish-E-Mina-O-Jam dekhiye Kab Tak Rahe

ahmad-jahangeer

Gatha Padh Kar Aatish dhonki Ganga Se Ashnan

meer-taqi-meer

Chaman Mein Gul Ne Jo Kal dawa-E-Jamal Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet