• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Safar Mein Mushkilen Aaen to Jurat Aur baDhti Hai

Safar Mein Mushkilen Aaen to Jurat Aur baDhti Hai

safar men mushkilen aa.en to jur.at aur baḌhti hai

koi jab rasta roke to himmat aur baḌhti hai

bujhane ko hava ke saath gar barish bhi aa jaa.e

charagh-e-be-haqiqat ki haqiqat aur baḌhti hai

miri kamzoriyon par jab koi tanqid karta hai

vo dushman kyuun na ho us se mohabbat aur baḌhti hai

zarurat men azizon ki agar kuchh kaam aa jaao

raqam bhi Duub jaati hai adavat aur baḌhti hai

agar bikne pe aa jaao to ghaT jaate hain daam aksar

na bikne ka irada ho to qimat aur baḌhti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

luT Gae Ahl-E-Gham Jal Gae Aashiyan Barq Ka Tilmilana Ghazab Ho Gaya

Tajassus Kahe Ka Kya Ho Gaya Hai

Muddat Hui Na Mujhse Mera Rabta Hua

nazeer-akbarabadi

dikha Kar Ek Nazar dil Ko Nihayat Kar Gaya Bekal

ahmad-nadeem-qasmi

Shuur Mein Kabhi Ehsas Mein Basaun Use

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet