Dukh Bahut Hain Zindagi Mein Kya Karenge Hum dukh bahut hain zindagi men kya karenge ham vo jo tera farz tha ada karenge ham din ko itne kaam kis tarah karega kaun raat bhar to jagte raha karenge ham aadhi umr kaT ga.i ḳhayal-o-ḳhvab men sher sab kahenge aur suna karenge ham
Leave a Reply