• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jit Kar Bazi-e-Ulfat Ko Bhi Haara Jae

Jit Kar Bazi-e-Ulfat Ko Bhi Haara Jae

abdul-rahman-khan-wasfi-bahraichi

jiit kar bazi-e-ulfat ko bhi haara jaae

is tarah husn ko shishe men utara jaae

ab to hasrat hai ki barbad kiya hai jis ne

us ka divana mujhe kah ke pukara jaae

aap ke husn ki tausif se maqsad hai mira

naqsh-e-fitrat ko zara aur ubhara jaae

tum hi batlao ki jab apne hi begane hain

dahr men apna kise kah ke pukara jaae

zehn-e-khuddar pe ye baar hi ho jaata hai

ghair ke samne daman jo pasara jaae

kitni dushvar hai pabandi-e-ain-e-vafa

aah bhi lab pe agar aae to maara jaae

shab to kat jaegi yadon ke sahare ‘vasfi’

fikr is ki hai ki din kaise guzara jaae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Muqabil Be-Murawwat Aaina Hone Nahin Deta

poet

Jo Na Wahm-O-Guman Mein Aawe

Kabhi Yaqin Se Hui Aur Kabhi Guman Se Hui

Ranjishon Ne Jazba-E-iKHlas Garmaya Bhi Hai

Ye Jagah Ahl-E-Junun Ab Nahin Rahne Wali

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet