• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Parwane Ko Ab Muzhda-E-Mayusi Hai

Mere Parwane Ko Ab Muzhda-E-Mayusi Hai

poet

mere parvane ko ab muzhda-e-mayusi hai

kyunki vo parda-nashin shoala-e-fanusi hai

saqiya dast-e-nigarin se tire miina men

ham jo karte hain nazar jalva-e-tausi hai

jam-e-labrez chahakta hai yad-e-baiza sa

yaar ke haath men kya moajaza-e-musi hai

marti us gul pe hai bikta hai jo kaudi kaudi

tujh pe marti nahin bulbul bhi kuchh ullu si hai

ai sanam naala o afghan se mire shaam o sahar

dil ke but-khane men ab naghma-e-naqusi hai

dasht men chal ki har ik khar-e-bayaban ko ‘nisar’

juun hina kab se tamanna-e-qadam-bosi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Swang Ab Tark-E-Mohabbat Ka Rachaya Jae

saleem-kausar

Is Aalam-E-Hairat-O-Ibrat Mein Kuchh Bhi To Sarab Nahin Hota

baDi Udas Hain shaMein Tere Visal Ke Baad

Puchhte Kya Ho Tera Ye Haal Kaisa Ho Gaya

faiz-ahmad-faiz

Subh Phuti To Aasman Pe Tere

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet