• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere KHayal Mein Thi Mere Hafize Mein Thi

Mere KHayal Mein Thi Mere Hafize Mein Thi

mire ḳhayal men thi mere hafize men thi

ajiib shai thi magar phir bhi fasle men thi

badan se jaan to kab ki juda hui ya.ani

hamari saans abhi tak mughalate men thi

hamari niind jo bahki to ye khula ham par

hamari aankh tire ḳhvab ke nashe men thi

vo baat hi nahin janan kisi tasavvur men

jo ek baat faqat tujh ko sochne men thi

so aaj toḌ diya aur ho ga.e tanha

tamam roz se ik shakl aa.ine men thi

na aate sach men magar ḳhvab men to aana tha

dar-asl raat miri niind asare men thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

asrarul-haq-majaz

Waqt Ki Sai-E-Musalsal Kargar Hoti Gai

Hijrat Ne Yun Kiya Hai Mujhe Meri Man Se Dur

Ta-Ba-Kai Manzil-Ba-Manzil Hum Musafir Bhagte

Waqt to Waqt Hai Rukta Nahin Ek Pal Ke Liye

ahmad-nadeem-qasmi

Biswin Sadi Ka Insan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet