• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Pagal-Pan

Pagal-Pan

muneer-niyazi

ik parda kaali makhmal ka ankhon par chhane lagta hai

ik bhanvar hazaron shaklon ka dil ko dahlane lagta hai

ik tez hinai khushbu se har saans chamakne lagta hai

ik phuul tilismi rangon ka galiyon men damakne lagta hai

sanpon se bhare ik jangal ki avaz sunai deti hai

har iint makanon ke chhajjon ki khuun dikhai deti hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main to Nahin Hun in Ke Jaisi Ye to uDna Jaane Hain

Ajab KHajalat-E-Jaan Hai Nazar Tak Aai Hui

Zat Ki Diwar Bichon-Bich Ek Dar Wa Hua

ahmad-sagheer-siddiqui

Ek Jism Hain Ki Sar Se Juda Hone Wale Hain

Gali Gali Meri Wahshat Liye Phire Hai Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet