• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Baja Hai Raat Ka Ab to Sone Do

Ek Baja Hai Raat Ka Ab to Sone Do

ek baja hai raat ka ab to sone do

mobile bhi garm hai ThanDa hone do

aaj to pyase sabr ke ghar men yakja hain

dariyaon ko aaj akela rone do

soch lo dil ko bahar chhoḌ ke aa.e to

ham do men se rah ja.enge paune do

andhi ne jo bhar di hai in ankhon men

jaane kis ki gard hai ankhen dhone do

is sofa par laTe ke main so ja.unga

un ke ḳhvab ko bistar par hi sone do

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

TuT Jaane Ka Bhi Imkan Tha Tum Jaante The

mushafi-ghulam-hamdani

Aana Hai Yun Muhaal To Ek Shab Ba-Khwab Aa

Lafz Chunte Hue Tartib Nai Lagti Hai

Jaane Us shaKHs Ko Ye Kaisa Hunar Aata Hai

poet

Taron Wali Raat Ka Aalam Pine Aur Pilane Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet