• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum to Hain Hasrat-E-Didar Ke Mare Hue Log

Hum to Hain Hasrat-E-Didar Ke Mare Hue Log

ham to hain hasrat-e-didar ke maare hue log

ya.ani ik nargis-e-bimar ke maare hue log

jal ga.e dhuup men jo un ka shumar ek taraf

kam nahin saya-e-divar ke maare hue log

tu ne ai vaqt palaT kar bhi kabhi dekha hai

kaise hain sab tiri raftar ke maare hue log

dekhte rahte hain ḳhud apna tamasha din raat

ham hain ḳhud apne hi kirdar ke maare hue log

roz hi ḳhalq-e-ḳhuda marti hai ya dobara

zinda ho jaate hain aḳhbar ke maare hue log

teri dahliz pe iqrar ki ummid liye

phir khaḌe hain tire inkar ke maare hue log

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jaan-O-Dil Sunsan Hain ujDe Qabilon Ki Tarah

poet

Zarra Zarra Pighalne Wala Tha

Laraz Raha Tha Falak Arz-E-Haal Aisa Tha

mushafi-ghulam-hamdani

Bulbulo Baghban Ko Kyun Chheda

Aansu Meri Aankhon Se Tapak Jae to Kya Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet