• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mere Dil Ki dhaDak Uske Tabassum Par Garan Kyun Ho

Mere Dil Ki dhaDak Uske Tabassum Par Garan Kyun Ho

mire dil ki dhaḌak us ke tabassum par garan kyuun ho

main afsana huun us ka vo mira afsana-ḳhvan kyuun ho

mire kaam aa ga.i aḳhir miri kashana-bar-doshi

lapakti bijliyon ki zad pe mera ashiyan kyuun ho

kinaron se guzar jaana hi tufanon ki fitrat hai

jahan duniya Thahar jaa.e qadam mera vahan kyuun ho

tira jalva bhi jab tera hi parda hota jaata hai

to phir meri nigahon par nigahon ka guman kyuun ho

na main varafta-e-mutrib na main jan-dada-e-saqi

agar mahfil se uTh ja.un to mahfil bad-guman kyuun ho

main jis aalam men huun apni jagah ai ‘shor’ tanha huun

juda ho jis ki manzil vo rahin-e-karvan kyuun ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Is Bulandi Pe Kahan the Pahle

ahmad-javed

Gae The Wahan Ji Mein Kya Than Kar Ke

Hum Dil Ki Nigahon Se Jahan Dekh Rahe Hain

Sar Pe Chhat Hai Na Saeban Mere

Ye Dil-Katha Hai Adakar Tere Bas Mein Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet