• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shitab Kho Gai Piri Jawani Do Din Ki

Shitab Kho Gai Piri Jawani Do Din Ki

poet

shitab kho ga.i piiri javani do din ki

chhupi sahar men shab-e-kamrani do din ki

kisi ki haat men dil de ke paanv lag (so) rahiye

ḳhushi se kyuun na kaTe zindagani do din ki

ye dil ko lagte hi toḌa jo un ne so ga.e baḳht

mere nasibon ki rah ga.i kahani do din ki

use main tauf ke halqa men ghere rakkha tha

ajab thi us pe miri pasbani do din ki

ye dagh-e-dil liye ja.unga gor men ‘uzlat’

mohabbat us ki thi so bhi zabani do din ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kisi Ka Jism Hua Jaan-O-Dil Kisi Ke Hue

Ye Aur Baat Ki Ye Sehr Besh-O-Kam Pe Chala

KHushamad Kar Ke Wo Pahron Kabhi Mujhko Manata Hai

tanveer-anjum

Aazadi Se Nindon Tak

Harf Se Tasir Lafzon Se Mani Le Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet