• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Maine Jo Kuchh Kho Diya Ab Isko Pa Sakta Nahin

Maine Jo Kuchh Kho Diya Ab Isko Pa Sakta Nahin

main ne jo kuchh kho diya ab is ko pa sakta nahin

dil se ye ehsas bhi lekin miTa sakta nahin

vo kanar-e-ab baiThe chand ugte dekhna

jhiil ki tah se vo manzar ab uga sakta nahin

sab dar-o-divar us ke lams ke maqruz hain

apne ghar se us ki tasviren miTa sakta nahin

mat milo is se tumhari baat main ne maan li

us ke gham men chaar aansu bhi baha sakta nahin

shahar-bhar men phuul ki chadar bichhana hai mujhe

apne shahzadon ko kanTon par chala sakta nahin

kuchh banana chahta huun aur ban jaata hai kuchh

main ḳhud apne ghar ko naqshe se mila sakta nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Jo Shakhs Tujhko Farishta dikhai deta Hai

afeef-siraj

Tere Shahr-e-Amn Ka Kya Kahen Ki Har Ek Makan Juda Sa Hai

Diye Jalenge to Phir Raushni to Hogi Nan

poet

Dil-E-KHilqat-E-KHuda Ko Sanama Jala Na Chandan

Zara Si choT Lagi Thi Ki Chalna Bhul Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet